
कृषि सोलर से करें सिंचाई मुक्त -अब हर खेत चलेगा सूरज से
किसानों को फ्री बिजली और सोलर पंप की सुविधा देना, ताकि वे समय पर सिंचाई कर सकें और फसलों की बेहतर पैदावार ले सकें


Bina Subsidy Delay Ke Direct Fitting
Hum ke kisaano ko sarkari yojanaon ke lambe intezar se bachate hain. Direct commercial rates par turant installation aur behtareen quality ki guarantee dete hain.
Boring se lekar panels ki fitting tak, poora kaam humari apni expert team karti hai. Koi teesra middleman nahi, koi extra kharcha nahi.
Complete Solar Aur Boring Setup
Solar Submersible Pump
High-Efficiency Panels
Complete Tubewell Boring
3HP se 10HP tak ke high-power solar motors aur submersible pumps ki complete installation service.
Kam dhoop me bhi zyada power dene wale certified monocrystalline solar panels ki safe fitting.
Khet me paani ke sahi level ke liye modern mashiino dwara boring aur casing ka majboot kaam.
Asli Warranty Aur Fast Service
Sabhi panels aur motors par official manufacturer warranty milti hai.
Expert Team & Fast Fitting
Humari trained technicians ki team aapke khet par aakar bohot kam samay me setup chalu karti hai.
On-Site Maintenance
Installation ke baad bhi koi dikkat aaye, toh humari team turant aapke location par aakar service karti hai.
आवेदन के बाद, अधिकृत कंपनी (SPG) को विभाग द्वारा 9 महीने के भीतर सोलर यूनिट स्थापित करनी होती है। यदि समय पर कार्य पूरा नहीं होता या दस्तावेज़ फर्जी पाए जाते हैं, तो आवेदन रद्द किया जा सकता है और पेनल्टी भी लग सकती है।
